The name Sadaf is written in Arabic, Urdu and Persian as صدف
What origin is the name Sadaf?
Sadaf is mainly popular in religion and its main origin is
Arabic
Variant spellings of the name Sadaf
No other forms or variant names added yet. Would you like to
Suggest an Edit
?
Lucky number for Sadaf
The lucky number associated with the name Sadaf is 3. Based on numerology value 3, Sadaf is Creative, Expressive, Optimistic, Outgoing, Playful, Fun-loving, Confident, Versatile, Inspiring, Artistic, and Entertaining.
Sadaf name personality features
In numerology, the number 3 is associated with the characteristics of creativity, self-expression, optimism, and sociability. Here are the personality traits that are often associated with people who have a lucky number of 3:
Creative and imaginative
Expressive and communicative
Optimistic and enthusiastic
Sociable and outgoing
Playful and fun-loving
Charismatic and confident
Versatile and adaptable
Inspiring and motivational
Artistic and musical
Humorous and entertaining
Overall, people with a lucky number of 3 tend to be creative and expressive individuals who enjoy socializing and spreading positivity wherever they go. They are often gifted in the arts and are known for their ability to inspire and motivate others.
Is Sadaf a trendy name?
Baby girl name Sadaf has
Arabic
roots and means Sea Shell, Seepi. The name has secured a 110K ranking in popularity on BabyNamesFind.
Masha Allah seepi may band moti jesa naam hai. zaroor aap ka favorite bhi hoga.. tou apnay naam ko add to fav to kar lo aur rating kya do gi? 5/5 ?
Silent Voice
yeh naam ka matlab beshak aacha hai....per ek bazurg ney mujhe iss key alag he meaning bataye thae...wo thae..samander ka aansuu...iss per ek tele drama bhi ptv peh ban chuka hai..ususally log issey aam sa seep samjhtey hein..,ussi main iska matlab liyya jata hai..per yeh koii aam sa seep nahin...kahin rawayiet lii jaati hai yeh ek khass kism ka seep hai jo samander ki sub sey tehh mein payya jata hai ..aur seep mein itna qeematii motti hai..jisko mil jaye wo ghanii ho jaye..per aaj tak yeh mila nahin...issii liye isko samnder ka aansuu bhi akser rawayet mein bola jata hai..jissey wo samnder chupaa ker rakhta hai khass teh mein...ab agery Allah behtr jany...tou zindagii nah bandey kii ansuu ki trha he ban jati hai...wo kehty hein na keh naam ka asser hota hai ...Hadees-e-mubarakh bhi hai..tou yeh waja hai ab mein kia kahoon...iss naam ko lay ker koii bachy ka rakhy ya na

hmm, yeh tou aap nay kafi pur-asraar kahani suna di hai.. mujhay tou khasi justuju honay lagi thi yeh samandar kay aansoo k baray may, wesay bhi mujhay jasoosi kahaniyan bari pasand hein
haan yeh main bhi samajhta hoon k naam ka asar hota hai lekin insan apni willing power say is asar k bawajood apnay halaat ko sahi simt may kar sakta hai.
Wish you all the best, Insha Allah.
yeh naam ka matlab beshak aacha hai....per ek bazurg ney mujhe iss key alag he meaning bataye thae...wo thae..samander ka aansuu...iss per ek tele drama bhi ptv peh ban chuka hai..ususally log issey aam sa seep samjhtey hein..,ussi main iska matlab liyya jata hai..per yeh koii aam sa seep nahin...kahin rawayiet lii jaati hai yeh ek khass kism ka seep hai jo samander ki sub sey tehh mein payya jata hai ..aur seep mein itna qeematii motti hai..jisko mil jaye wo ghanii ho jaye..per aaj tak yeh mila nahin...issii liye isko samnder ka aansuu bhi akser rawayet mein bola jata hai..jissey wo samnder chupaa ker rakhta hai khass teh mein...ab agery Allah behtr jany...tou zindagii nah bandey kii ansuu ki trha he ban jati hai...wo kehty hein na keh naam ka asser hota hai ...Hadees-e-mubarakh bhi hai..tou yeh waja hai ab mein kia kahoon...iss naam ko lay ker koii bachy ka rakhy ya na
meri cousin ka name hy i really like dis name but i also just knew k iska matlab samandar mein jo seep hota hy wo, itna deep nahi pta tha but jo ap bta ri hain k is name ka asar hota hy to really uspe aisa asar hy she isnt happy in her life so mayb it's true what u have said
taibarasheed
NICE NAME
As a guest user, your comments are first approved by moderators and only then will be visible to you and public, so please avoid posting multiple times.